Jhakaas…..If you are true fan of bollywood and anil kapoor, then you must remember this dialogue: “Bole to jakaas”. Here on edefines today we are going to announcing bollywood versatile actor anil kapoor’s best bollywood dialogues. Anil kapoor always stay in lime light for his way of speaking in english. He also always troll because of his chest’s hair. Whatever people troll on him, people do this all because thet all are fan of anil kapoor. So dialogues of anil kapoor i am going to write down.
Anil Kapoor Best Dialogues In Hindi
Anil Kapoor is well known actor of bollywood. He mainly known for his way of delivering dialogues. Many indian try to mimicry this actor. His role in welcome and welcome back as “Majnu bhai”. So i also write dialogue of majnu bhai in welcome and welcome back. Here i write down dialogues of below movie.
- Welcome Back dialogues
- Welcome movie dialogues
- Shootout At Wadala dialogues
- Race 2 dialogues
- Tezaab dialogues
- Yudh dialogues
- Trimurti dialogues
- Mr. India Dialogues
- Karma movie dialogues
- Musafir dialogues
- Chocolate dialogues
- Om jay jagdish dialogues
- Meri jung dialogues
- Ram lakhan dialogues
- loafer dialogues
- Parinda dialogues
- Nayak movie dialogues
- Dil Dhadkane Do dialogues
- Pukar Dialogues
- And many other movie dialogues
Anil Kapoor Dialogues in Hindi :
“Maska hai maska … ekdum jhakaas!.”
“Do waqt ki roti kamata hoon, panch waqt ki namaaz padhta hoon … isse zyada meri zaroorat nahi, aur mujhe khareedne ki teri aukaat nahi.”
“Upar waale ne tumhe aage aur peeche bahut kuch diya hai … lekin upar kuch nahi diya hai.”
“Police ki goli mein itna loha hai, ek baar thokdi na … toh zindagi bhar tere khoon mein iron ki kami nahi hogi.”
“A for apple, B for be quiet … nahi toh C for chata.”
“Shatranj ke mohre wahi ha, magar baazi palat chuki hai.”
“Aashiq se bada sust janwar maine aaj tak zindagi mein nahi dekha.”
“Aaj tak tum log baimaani aur zulm ka bazaar garam karte rah, magar ab tumhare zulm aur paap ke pyale chalak uthe ha, ab tumhare ek ek jurm ka hisaab liya jayega.”
“Aapki sharafat ke chakkar mein main kayde mein hoon … varna ab tak mere khud ke do char Al-Qaiday hote.”
“Tum galat karoge, hum rokenge … tum gunaah karoge, hum thokenge.”
“Jab baat ek shareef aadmi ki izzat ki aati hai na … toh usse bada gunda koi nahi hota.”
“Joh chala gaya usse bhool ja … joh aa raha hai usse pyar kar.”
“Joh aadmi ek lakh rupaiy mein tujhe yeh khabar de sakta hai … woh aadmi paanch lakh rupaiy mein tujhe yahan laakar bech bhi sakta ha.”
“Logon ki maa-behan hoti hai … aapki baap-behen ho gayi hai.”
“Sabar ka phal meetha hota hai, aur usse bhi zyada meetha hota hai … sabere ka phal.”
“Nasik ho yah Bambai … ladkiyan ladkiyan hoti hai, patane ka tarika aana chahiye … pyar kiya nahin jaata, karvaya jaata hai.”
“Pyar toh rahega … uske dil mein nafrat ki tarah aur mere dil mein nasoor ki tarah.”
” Bandhan rishton ka nahin … ehsaas ka hota hai.”
“Saand kitna bhi akela kyun na ho … uski hifazat karne ke liye aaju baju baand zaroor rehte hai.”
“Bachpan se bhaag hi raha hoon … pehle school se bhaaga … bhook lagi toh roti churakar bhaaga … bhai bana toh police se bachkar bhaaga … jahan behetna tha wahan bhaaga, jahan chalna tha wahan bhaaga … jahan bhaagna tha wahan kutte ke maafit bhaag hi raha hoon … apun ki aakhi life bhaagne mein hi nikal gayi.”
“Mujhe tumhari maut nahi, zindagi chahiye,”
“Police asli ho ya nakli … aati saali hamesha late hi hai.”
“Main anar kha raha hu to aap mujhe anari to nahi samajh rahe.”
“Nasik ho yah Bambai … ladkiyan ladkiyan hoti hai, patane ka tarika aana chahiye … pyar kiya nahin jaata, karvaya jaata hai.”
“Kal shyam aur thi, aaj shyam aur hai … kal thikaane aur the, aaj manzil aur hai.”
“Pyar toh zindagi hai, ek ehsaas hai … jis mann ko chu jaata hai us mann mein bas jaata hai … hamesha ke liye, zindagi bhar ke liye.”
“Hamara har jawaan ek nuclear bomb hai.”
“Jab gareeb ka dil roh uthta ha, toh apne hosh kho beheta ha.”
“Jab tak ishq na karo, sab khush rakhti hai … the problem starts once you fall in love.”
Also Check:
Here You are founding Best Dialogues of anil kapoor from his bollywood movie. If you like anil kapoor dialogues in hindi then share with your friends.
Bollywood Dialogues you will find on this web. hop you like.