Hello Friends, I am Finding Some Of The Emran Hashmi Famous Dialogues From His Super Hit Bollywood Movies. Here I Write Best Dialogues Of All Time That Will Just Amaze You. Must Read…..
Famous Dialogues Of Emraan Hashmi
Emraan Hashmi’s Full Name IS Emraan Anwar Hashmi. He Was Born On 24 March 1979. He Worked As An Assistant Director For The Movie Raaz In 2002 Before He Started His Career As Actor. He Debut In Lead Role With Movie Call Footpath In 2004. He Is Also Known As Kisser Boy Of Bollywood.
Emraan Hasmi Best Dialogues
- “Joh haarta hai, wohi toh jeetne ka matlab jaanta hai”
- “Aadmi tabhi bada banta hai … jab bade log usse milne ka intezaar kare”
- “Joh aadmi limit mein rehta hai … woh zindagi bhar limit mein hi reh jaata hai”
- “Life mein apna motto hai… so aur soone do”
- “Jo sochta hai woh zindagi bhar sochta hi rahe jata hai”
- “Joh bistar pe zabaan dete hai … woh aksar badal jaate hai”
- “Jo risk nahi leta uska sab kuchh risky ho jata hai”
- “Iss shehar ko chalane ke liye sirf do log chahiye… sultan aur me… baki pandu vanwas jayenge”
- “Raaste ki parwah karoonga toh … manzil bura maan jayegi”
- “Ek awaaz hai joh mere kano mein goonjti rehti hai … ek chehra hai joh meri aankhon ke samne baar baar aa janta hai … mere dil ka sukoon thi woh”
- “Main raste badlata nahi…raste banata hun”
- “Life is paise ki tarah hai sirf ek bar kharch kar paoge”
- “India mein cricket khel nahin hai… religion hai, junoon hai, mein ne iss junoon ko jannat banayi.”
- “Log apni zindagi banate hai… main apni jannat banata hoon.”
- “Awarapan ka ye bojh!!! Ab mujhse utha nahi jayega”
- “Sau sahi kaam karlo koi yaad nahi rakhta … ek galat ilzaam aur sabne bhula diya”
- “Maine maut ko bahut kareeb se dekha hai … kisi aur ki zindagi ke liye marna hi meri manzil hai”
- “Main teen Cheezon ke liye famous hu, ek khuda ko manta hu,do shadi hui hai meri aur tin match fix karane ka ilzaam hai mujhepar. main azhar.”
- “Mushkil toh yeh hai ki main abhi theek tarah se bhigda bhi nahi … aur tumne sudhaarna shuru kar diya”
- “Jinke apne sapne poore nahi hote na … woh doosron ke sapne poore kartein hai”
- “Zindagi ho toh smuggler jaisi… sari duniya raakh ki tarah neeche aur khud dhuen ke tarah upar.”
So, Here is the Most Super Hit Dialogues of Emraan Hashmi That I Found from the Bollywood Movie, Hope You Like the Post.
Write Your Emraan Hashmi’s Best Dialogues in Comment Box.