Hello Friends, Here In this Post you can find Fabulous Dialogues Of Ranveer Singh With Images From His Super Hit Bollywood Movies and you can also know which was that Bollywood movie.
Famous Dialogues Of Ranveer Singh’s Hindi Movie
Ranveer Singh Was Born On 6 July 1985.His full name is Ranveer Singh Bhavnani. He got bachelor’s degree from Indiana University, Bloomington. In Bollywood Ranveer Singh started his career as actor and his debut film was Band Baaja Baaraat in 2010.
Here In This Post I Write Dialogues Of Ranveer Singh From Below Movies.
- Band Baaja Baaraat
- Ladies vs Ricky Bahl
- Lootera
- Goliyon Ki Raasleela Ram-Leela
- Gunday
- Kill Dil
- Dil Dhadakne Do
- Bajirao Mastani
- Befikre
All Time Best Dialogues Of Ranveer Singh with written on Photos
Band Baaja Baaraat all dialogues with images by Ranveer Singh
-
“Business ka first rule … jiske saath vyapaar karo, usse kabhi na pyar karo”
-
“Tere bina kisi cheez mein mauj nahi … na ladkiyan taadne mein, na chai mein, na chow mein mein”
-
“Topi rakho … kissi aur ko pehnana”
-
“Reception ho yah inflation … shadiyaan toh honi hai”
-
“One hundred percent total dedication to one client … start to finish no compromise … mother promise”
-
“Partner bana le please … achcha partner nahi to sectery, assistant … arre peon hi bana le”
-
“Shit bhi bolti hai toh lagta hai FM baj gaya”
Ladies vs Ricky Bahl all dialogues by Ranveer Singh
-
“Akele paise kamane mein koi mazaa nahi hai”
-
“Teda kaam ab mujhse hoga nahi … tede ke alava mujhe kuch aata nahi”
Lootera all dialogues by Ranveer Singh
-
“Meri zindagi mein sab ne mera istamaal kiya … pyar sirf tumne kiya”
Goliyon Ki Raasleela Ram-Leela all dialogues by Ranveer Singh
-
“Meri mardangi ke bare mein aap gaon ki kisi bhi ladki se pooch sakte ho … report achchi milegi”
-
“Name toh kamaal che … par surname bawaal che”
-
“Jitni tu garam hai … utna tera bistar naram hai”
-
“Apni saans wapas lene aaya hoon … atak ke reh gayi hai tere paas”
-
“Jitni tu khoobsurat hai na … utni hi badi kamini nikli”
-
“Sab kehte hai unse hamara chatees ka aankada hai … humse poocho toh chatees chaubees chatees ka aankada hai”
-
“Hero banne ke liye jigar ki zaroorat padti hai … aur jab jigar ho toh bhari bandook ka kya kaam?”
-
“Jeeonga toh tere saath … maroonga toh tere haath”
-
“Knife pe gira apple, apple pe gire knife … chinta meri aaise kar rahi hai, jaise meri wife”
-
“Saala maut ka dhanda karte karte zindagi ki keemat bhool gaye hai hum log”
Gunday all dialogues by Ranveer Singh
-
“Agar jigar ki jagah jigar hai aur jigar mein dum hai … toh rok le aake”
-
“Hum gunday hai … na aaj tak kisi ke haath aaye hai … aur na aayenge”
-
“Main tujhe cheer ke rakh doonga … aur is baat pe mere dost angootha lagva le”
Kill Dil all dialogues by Ranveer Singh
-
“Tabse gun chala raha hoon … jabse tu apne maa ke andhar nahi, apne baap ke andhar tha”
-
“Aaise aaise surpises diye hai … samne waale ne agle saal se birthday manana hi bandh kar diya”
-
“Soovar ko saala goo hi khana chahiye … jahan usne gulkand pe mooh mara, haazma kharab hona hi hai”
Dil Dhadakne Do all dialogues by Ranveer Singh
-
“Agar Shah Jahan practical hota to Taj Mahal kaun banata?”
-
“Family mein sab upar upar se baat karte hai. Asli baat toh koi karta hi nahi hai ek doosre se.”
Bajirao Mastani all dialogues by Ranveer Singh
-
“Bajirao ne Mastani se mohabbat ki hai … ayyashi nahi”
-
“Cheeteh ki chaal, baaz ki nazar aur Bajirao ki talvar par sandeh nahi karte … kabhi bhi maat de sakti hai”
-
“Har yudh ka nateeja talwaron se nahi hota … talwar se zyada dhaar chalane waale ki soch mein honi chahiye”
-
“Dushman ki chaati mein talwar pironha aasaan hai … par rishton ke motiyon mein dhaaga pironha bahut hi mushkil”
-
“Hamare dil ek saath dhadakte hai … aur ek saath rukte bhi hai”
-
“Aandhi roke toh hum toofan … toofan roke toh hum aag ka dariya”
Befikre all dialogues by Ranveer Singh
-
“Hum kyun nahi ek doosre ko I love you jaisi stupid baatein bolenge … Kyun ki phir sab emotional ho jaata hai, senty ho jaata hai aur masti ka the end ho jaata hai”
-
“Jab tak hawa mein ho befikar hoke udne ka maza lete raho … shayad kabhi pair zameen pe padne ki zaroorat hi na pade”
-
“Yeh joh forever wala rishta hota hai na … yeh tum ladkiyon mein paidahishi hota hai … sirf sahi bande ki entry ka intezar hota hai”
-
“Break-up ke dardiley dank se bachne ka ek hi upaai hai … kabhi love ke jhoothe jaal mein padho hi mat … if you won’t hook-up, you won’t break-up”
Also Check:
Write Your Ranveer Singh’s Best Dialogues in Comment Box.